Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShyamji Ghanshyamji
HomeShyamji Ghanshyamji
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon maine kab tujhse zamaane ki khushi maangi hai ek halki si mere lab ne hansi maangi hai ek halki si mere lab ne hansi maangi hai saamne tujhko bitha kar tera deedar karoon jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon saath chhute naa kabhi tera ye kasam le loon har khushi de ke tujhe tere sanam ghum le loon har khushi de ke tujhe tere sanam ghum le loon haaye main kiss tarah se pyaar kaa izhaar karoon jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon apni aankhon mein basaa kar koi iqraar karoon
baayiswin rajab ki ghadi rehmaton ki hai kondon ki ye miyaz badi barkaton ki hai aye momino niyaz dilao imam ki aye momino niyaz dilao imam ki bakar ke laal sahibe ali makam ki aye momino niyaz dilao imam ki hasnain ke wo ladle hasnain ke wo ladle jaafar hai unka naam sadiq lakab hai aate hai duniya mein sabke kaam zehra ke aur ali ke dulare wohi to hain pyare nabi ki aankh ke taare wohi to hain unse hi aabru haiii unse hi aabru hai khuda ke kalaam ki aye momino niyaz dilao imam ki milti hai iss niyaz se milti hai iss niyaz se har ekko rahaten hoti hai door phazle khuda se musibaten jo ye miyaz dil se adab se dilayega ho jayega nihal muraden wo payega tadbeer isse banti hai tadbeer isse banti hai har bigde kaam ki aye momino niyaz dilao imam ki wada kiya hai hazraten wada kiya hai hazraten zafar ne momino tundon ki ye niyaz dilata rahega jo puri na ho sake agar uski murad to daman ho mera hashra mein aur uska hath ho allah laaj rakhega allah laaj rakhega mere makam
ibtida tu hai intiha tu hai saari duniya ka baadshah tu hai tere dar pe jhuke mera sar tere dar pe jhuke mera sar hai yahi aarzu allah hu allah hu allah hu allah hu allah hu allah hu tere dar pe jhuke mera sar tere dar pe jhuke mera sar hai yahi aarzu allah hu allah hu allah hu allah hu allah hu allah hu bandagi raaz hai zindagi raaz hai dil ki dhadkan mein ye kiski aawaaz hai bhar gaye lene waalon ke daaman magar bhar gaye lene waalon ke daaman magar dene waala kisi ko na aaya nazar thak ke reh jaati hai raah mein thak ke reh jaati hai raah mein raah mein justzu allah hu allah hu allah hu allah hu allah hu allah hu koi paigaam de aur ab der na kar mujhko na aazma dekhle ek nazar saamne tere baitha hoon dil thaam kar saamne tere baitha hoon dil thaam kar jaan doonga kisi din tere naam par hai isi mein mere ishq ki hai isi mein mere ishq ki ishq ki aabru allah hu allah hu allah hu allah hu allah hu allah hu wo shah e kar bala had ke pyaare hussain ali aur faatma ke
kabhi ghum se dil lagaaya ho kabhi ashq ke sahaare kabhi shab guzaari ro ke kabhi gin ke chaand taare kabhi gin ke chaand taare kabhi gin ke chaand taare kabhi ghum se dil lagaaya aaaa aaaa aaaaaa ghum e aashiqi ke sadme mujhe aur dena humdam ghum e aashiqi ke sadme mere din guzar rahe hain eeee eeeee mere din guzar rahe hain teri yaad ke sahaare teri yaad ke sahaare teri yaad ke sahaare teri yaad ke sahaare kabhi ghum se dil lagaaya aaaa aaaa aaaaaa gulshan parast main hoon ehle chaman se keh do gulshan parast main hoon khoon e jigar se humne eeee eeee eeee khoon e jigar se humne phoolon ke rukh nikhaare phoolon ke rukh nikhaare phoolon ke rukh nikhaare phoolon ke rukh nikhaare kabhi ghum se dil lagaaya aaaa aaaa aaaaaa tujhe waasta khuda ka zara dekh le idhar bhi tujhe waasta khuda ka ghabraa ke mar na jaayen eee eee eee ghabraa ke mar na jaayen shab e hijr ghum ke maare shab e hijr ghum ke maare shab e hijr ghum ke maare shab e hijr ghum ke maare kabhi ghum se
main dhoondhta hoon jinko raaton ko khayalon mein wo mujh ko mil sake na wo mujh ko mil sake na subah ke ujaalon mein main dhoondhta hoon jinko raaton ko khayalon mein suhaani pyaar ki baaten mere dildaar ki baaten kabhi iqraar ki baaten kabhi inkaar ki baaten ik dard sa chhupa hai dil ke hasin chhaalon mein main dhoondhta hoon jinko raaton ko khayalon mein jo yun barbaad hote hain wo kab aabaad hote hain dil e naashad hote hain wo ek fariyaad hote hain uljha hua hoon kab se uljha hua hoon kab se ghum ke ajeeb jaalon mein main dhoondhta hoon jinko raaton ke khayalon mein
meri hasraton ki duniyaan tu mile kahin jo mujhko seene se laga lun tujhko meri hasraton ki duniyaan meri hasraton ki duniyaan tu mile kahin jo mujhko seene se laga lun tujhko meri hasraton ki duniyaan meri hasraton ki duniyaan pyaar tera ishq mera koi mit jaane ki shai nahin hai tu milegi mere dil ko aaj bhi to ye pura yakin hai tu jahaan hai tu jahaan hai pyaar mere tu jahaan hai jahaan pyaar mere mere khawabon ki manzil wahi hai meri hasraton ki duniyaan meri hasraton ki duniyaan o o o o o o o o o o o o mere dilbar zindagi bhar naam tera rahega zubaan par sar jhukega us jagah par panw tere padange jahaan par pure honge saare waade pure honge sanam saare waade jo jo aapas mein humne kiye hain meri hasraton ki duniyaan
teri jheel si gehri aankhon mein kuchh dekha humne kya dekha tum batao main samajh gayi re deewaane tune raat koi sapna dekha teri jheel si gehri aankhon mein kuchh dekha humne kya dekha main samajh gayi re deewaane tune raat koi sapna dekha teri jheel si gehri aankhon mein saanson mein chhipi dhadkan ke sang jab pyaar ne li thi angdaayi ek swarg pari chham chham karti baanhon mein meri aa muskaayi madmast jawaani ka palkon ke aanchal mein chhipna dekha main samajh gayi re deewaane tune raat koi sapna dekha teri jheel si gehri aankhon mein aaaaaa aaaa aaaa aaaaa ooooo ooo ooo amrit ke saagar ki shruti mandir ke deepak ki jyoti alhad kamlon par pade huye heere neelam maanik moti teri uthti jhukti palkon mein teri uthti jhukti palkon mein sooraj dekha chanda dekha main samajh gayi re deewaane tune raat koi sapna dekha teri jheel si gehri aankhon mein hmmm mmm mmmmmmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apni Aankhon Mein Basaa Kar Thokar (1974) 04:11 31152
 
Poster of Thokar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Sajan Dehalvi
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Baldev Khosala, Alka
Duration : 04:11   Song Number : 31152   

Aye Momino Niyaz Dilao Imam Ki (Part I) Niyaz Aur Namaaz (1977) 08:22 32300
 
Poster of Niyaz Aur Namaaz (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Man Mohan Krishna
Duration : 08:22   Song Number : 32300   

Ibtida Tu Hai Inteha Tu Hai (Qawwali) Niyaz Aur Namaaz (1977) 06:04 39256
 
Poster of Niyaz Aur Namaaz (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parishant Sahni, Zaheera
Duration : 06:04   Song Number : 39256   

Kabhi Ghum Se Dil Lagaaye Daaku (1975) 04:15 39352
 
Poster of Daaku (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Chaman Lahori
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
On Screen Actors- 
Kabir Bedi
Duration : 04:15   Song Number : 39352   

Main Dhoondhta Hoon Jinko Thokar (1974) 03:03 15682
 
Poster of Thokar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Sajan Dehalvi
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sundar
Duration : 03:03   Song Number : 15682   

Meri Hasraton Ki Gaal Gulaabi Nain Sharaabi (1974) 03:28 13252
 
Poster of Gaal Gulaabi Nain Sharaabi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Kulwant Johny
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Radha Saluja
Duration : 03:28   Song Number : 13252   

Teri Jheel Si Gehri Ankhon Mein Dhuen Ki Lakeer (1974) 03:35 32265
 
Poster of Dhuen Ki Lakeer (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rameshwar
Music Director- 
Shyamji Ghanshyamji
On Screen Actors- 
Ramesh Arora, Parveen Babi
Duration : 03:35   Song Number : 32265   
Karaoke Songs of shyamji ghanshyamji, Sad Songs of shyamji ghanshyamji, Love Songs of shyamji ghanshyamji, Dance Songs of shyamji ghanshyamji, Hip-hop songs of shyamji ghanshyamji, Best songs of shyamji ghanshyamji, Super hit songs of shyamji ghanshyamji, hit songs of shyamji ghanshyamji, duet songs of shyamji ghanshyamji, solo songs of shyamji ghanshyamji, old songs of shyamji ghanshyamji, famous songs of shyamji ghanshyamji, Hindi Karaoke Songs of shyamji ghanshyamji, Hindi Sad Songs of shyamji ghanshyamji, Hindi Love Songs of shyamji ghanshyamji, Hindi Dance Songs of shyamji ghanshyamji, Hindi Hip-hop songs of shyamji ghanshyamji, best Hindi songs of shyamji ghanshyamji, super hit Hindi songs of shyamji ghanshyamji, hit Hindi songs of shyamji ghanshyamji, duet Hindi songs of shyamji ghanshyamji, solo Hindi songs of shyamji ghanshyamji, old Hindi songs of shyamji ghanshyamji, famous Hindi songs of shyamji ghanshyamji, Sing Along Songs of shyamji ghanshyamji, Sing Along Sad Songs of shyamji ghanshyamji, Sing Along Love Songs of shyamji ghanshyamji, Sing Along Dance Songs of shyamji ghanshyamji, Sing Along Hip-hop songs of shyamji ghanshyamji, Sing Along Best songs of shyamji ghanshyamji, Sing Along Super hit songs of shyamji ghanshyamji, Sing Along hit songs of shyamji ghanshyamji, Sing Along duet songs of shyamji ghanshyamji, Sing Along solo songs of shyamji ghanshyamji, Sing Along old songs of shyamji ghanshyamji, Sing Along famous songs of shyamji ghanshyamji